Bol 2 bolunga, 4 samajhna
Meri dosti ko hi mera pyaar samajhna
Meri dosti ko hi mera pyaar samajhna
Ziddi hoon thoda, thoda adiyal bhi,
Awaara alhad zindagi mein mushgool
Main jeeta hoon apne liye
Jis din tumhein yaad kar loon us din ko tyohaar samajhna
Awaara alhad zindagi mein mushgool
Main jeeta hoon apne liye
Jis din tumhein yaad kar loon us din ko tyohaar samajhna
Baatein puraani yaadon mein basi
Kuch khatti kuch meethi
Mil paaunga phir kbhi, pata nhi
Un yaadon ko hi mera deedaar samajhna
Kuch khatti kuch meethi
Mil paaunga phir kbhi, pata nhi
Un yaadon ko hi mera deedaar samajhna
Sab kehte ye kismat ka khel hai
Kbhi pass to kbhi fail hai
Main nahin maanta kismat k thapedon ko
Mere prayatno ko hi mera prahaar samajhna
Kbhi pass to kbhi fail hai
Main nahin maanta kismat k thapedon ko
Mere prayatno ko hi mera prahaar samajhna
Aabhaari hoon unka jinse samvedna mili
Unka bhi jo bewajah nafrat kar baithe
Har din ek jaisa nhi rehta mere dost
Meri zindadili ko hi mera vyawahar samajhna
Meri dosti ko hi mera pyaar samajhna
Unka bhi jo bewajah nafrat kar baithe
Har din ek jaisa nhi rehta mere dost
Meri zindadili ko hi mera vyawahar samajhna
Meri dosti ko hi mera pyaar samajhna
No comments:
Post a Comment